" Woh agar zeher de kar maarte toh duniya ki nazar me aa jaate " woh agar zeher de kar maarte toh duniya ki nazar me aa jaat...Andaz-e-qatal toh dekho,mohabbat karke chod diya.
Aap Ki Yaad Na Aye Toh Hum BewafaAap ki yaad na aye toh hum bewafaAap bulaye aur na aye toh hum bewafaHume marne ke liye khanjar ki zaroorat nahiEk bar nazar pher lo na mar jaye toh hum bewafa…
Wo humara imtihan kya lagiWo humara imtihan kya lagiMilege nazro se nazar toApni nazre jhuka legeeUse meri kabra par deeya jalane ko mat kahnaWo nadan hai dosto apna hath jala legi
Mai roya nahi rolaya giya hunMai roya nahi rolaya giya hunBana kar pasand fir tukraya giya hun.Chor diya giya taqdeer k saharayPyare k naam pe jalaya gya hun,Bhot he naram o nazuk ta mizaj apnaJete jee khak ma milaya giya hunMareez-e-mohabat ko gulaab raas kahan,Hamesha k lye kanto par sulaya giya hun,Be mout na marta to kia krta Bhari duniya ma yun sataya gya hun.Kabi jo palko pe naaz utate te ,,zameer,Aj usi nazar se giraya giya hu
Aaj Fir dil unko yaad karke roya heAaj fir dil unko yaad karke roya hePata nhi q ajeeb sa nasha chhaya heJis se sirf milte the sapno me Vo sapna bhi toot ta nazar aa raha he.
Kishi ke dil me basna bura to nahiKishi ke dil me basna bura to nahi,Kishi ko dil me basaana khata to nahi gunaah hai zamane ki nazar me to kya hua,Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi